Yun na apne lamho main khoya kar
Kuch lamho main jeena sikh le
Dobara na ayega ye karwa
In karwo main khona sikh le
Yun na akele muskura kar
Kuch muskuraye batata chal
Yun na apne lamho main khoya kar
Tu na jane kab kho chale
Jindgi ke Har lamho
Main jina sikh le
Ae jindgi
yunn na chal
Rokale thamle in karwon ko...!
Dobara na ayega ye karwa
In karwo main khona sikh le
Yun na akele muskura kar
Kuch muskuraye batata chal
Yun na apne lamho main khoya kar
Kuch lamho main jeena sikh le
Jindgi ka ye karwaTu na jane kab kho chale
Jindgi ke Har lamho
Main jina sikh le
Ae jindgi
yunn na chal
Rokale thamle in karwon ko...!
Awesome ♥️....
ReplyDeleteWow very touching 😍
ReplyDeleteMegha
Delete